Manqabat e Attar lyrics
Phirta tha mara mara na tha koi sahara
Aa pohocha main bhi sunkar Attar Rehnuma hai.
Murshid
Mere Murshid hain Attar.
Mere Murshid hain Attar.
Mujhko mili hai Izzat Attar ki badolat
Chamki hai meri qismat Attar ki badolat.
Attar ka main sag hun samjhona dar badar hun
Kya khub meri qismat Attar ki badolat.
Chamki hai meri qismat Attar ki badolat.
Sar sabz hain Imame pur Noor darhiyan hain
Zinda hui hai sunnat Attar ki badolat.
Chamki hai meri qismat Attar ki badolat.
Allah Mustafa ki Mere Ghaus aur Raza ki
Paida ho dil main ulfat Attar ki badolat.
Chamki hai meri qismat Attar ki badolat.
Bigri bana de maula har gham mita de maula
Puri ho meri hajat Attar ki badolat.
Chamki hai meri qismat Attar ki badolat.
Hai Bilal e Qadri ki Aakhir yehi tamanna
Raushan ho iski turbat Attar ki badolat.
Chamki hai meri qismat Attar ki badolat.
0 Comments